काव्य राग
Saturday, September 15, 2018
Tuesday, September 11, 2018
poem on village and town in hindi
Poem on village and town in Hindi
aaiye ghuma rha hu aapko, shahar or gaaon me.
fark hai sirf itna jaise dopahar aur chhano me.
hai chhata bikhari hui gaano ka, sab anmol hai.
shahar ka to kuchh nhi, yhan par mithe bol hai.
le mathon par tokri chalti hai kisaano ki toliyan.
tbhi to kheto me lahlahaate hai gehun ki baaliyan.
mausham bhi badmizaz hai, krta preshaan hai.
baarish bina dhaan ki kheti khan aasan hai.
aari tirchhi chalti hai gaaon ki pagdandiyan.
lahlahaate hai unke dono taraf sarson aur bhindiyan.
charchayen hoti hai chabutare par baith kar pipal ki chhaon me
muft me milti hai thandi hawa purwai, hamare gaaon me.
khelta hai gaaon ka bachpan baarish ki gili mitti me.
pis rha hai shahar ka bachpan chardiwaron ki bhatti me.
jeth ki dupahari me koyal ki surili kook hai.
basant ki sunahari manzar me nashili dhoop hai.
yhan ki dhul bhari sarkon se bhi rishta khash hai.
khin par palash hai, to kahin dub bhari ghaas hai.
ho jaye agar kisi ko kuchh, sara gaaon behaal hai.
bas itni si prem pakar hi hamsab nihal hai.
gaaon ke chaupal me das log baithak yu hin jamaye hai.
sahar me apno ke rishton ke liye khan samay hai.
belon se latayen lipat rahi hai jaise rishta koi khas ho.
pili sarson jhoom rahi hai, jaise kisi ke aane ki aas ho.
yhan bag bagiche ghane, mithe aam ki amrai hai.
vhan traffic ki aawaz me tabiyat narmayi hai.
subah murge ki baang se yahan log bhor me uth jate hai.
vhan vaqt se jagne ke liye alarm lagaye jate hai.
gaano ki sanskriti aur samridhi hi logon ki pahchaan hai.
mandir me pooja aarti, to maszid me aazan hai.
juti mitti ki saundhi khushboobagbaan ki shaan hai.
kanche, gilli danda, khel to jaise bachcho ki jaan hai.
-- Abhijeet
गांव और शहर पर कविता ।
आइये घुमा रहा हूँ आपको शहर और गांव में।
फर्क है सिर्फ इतना जैसे दोपहर और छाँव में।
है छटा बिखरी हुई गाँव का, सब अनमोल है।
शहर का तो कुछ नहीं , यहाँ पर मीठे बोल है।

ले माथों पर टोकरी चलती है किसानों की टोलियाँ।
तभी तो खेतो में लहलहाते है , गेहूं की बालियाँ।
मौसम भी बदमिजाज़ है करता परेशान है।
बारिश बिना धान की खेती कहां आसान है।
Subscribe to:
Comments (Atom)
-
Poem on village and town in Hindi aaiye ghuma rha hu aapko, shahar or gaaon me. fark hai sirf itna jaise dopahar aur chhano me. hai ch...